Tum aur meinDo Os ki bund jaise
Zindagi ke safar me mile
Jis raah zindagi le gayi...Chal diye.....
Aur fir naaa jane kabEk duje me mil karMoti ban gaye...Sagar me sama gaye...
YOUTUBE_LINK
Tum aur meinDo Os ki bund jaise
Zindagi ke safar me mile
Jis raah zindagi le gayi...Chal diye.....
Aur fir naaa jane kabEk duje me mil karMoti ban gaye...Sagar me sama gaye...
YOUTUBE_LINK
Dekho n meri Aankhon me,Ek Chand chupa sa rehta hai...Mein usme bikhri rehti hoon,Wo mujhme samaya rehta hai...
Hain duniya ki Ronakein,Uski ek Muskan mein..Uske jaisa koi nahi,Is sare jahan mein..
Hain Lafz uski Khamoshi me,Aur lafzon me khamoshi hai...Chupa leta hai apne gham,Use mujhse Mohabbat aisi hai...
YOUTUBE_LINK
Tere n hone pe,Dil ka nam hona ishq hai...Aankhon se chalakte aansuon ko,Pee jana ishq hi to hai..Ek din tumhen ,
Duniya bhar ki khushiyan dunga..Soch soch kar kitabon ko padh jana,Ishq hi to hai...Tumse naraz hokar ,Tumhi ko sunana ishq hai...Fir...
Teri Chuppi pe jabardasti hansana,Ishq hi to hai...Ishq hi to hai....
YOUTUBE_LINK
*********************
Meri saanson me sama raha hai,Dhal raha hai koi....Mera saaya ban kar mere sath,Chal raha hai koi....Jiske Ehsaason se meri aankhon me,Khwaab roshan hai...Meri aadaton me dheere dheere,Dhal raha hai koi...
Koi to hai? Kya tum ho,
Jo mujhe dekhte rehte ho...
Meri nindon me khwab ban kar,
Chal raha hai koi...
Jiski khamosh aankhon me,
Tairte hain khwaab mere....
Naye ehsas liye mere dil me,
Machal raha hai koi....
YOUTUBE_LINK
Mein Awara hoon,Mujhe awara rehne de...Tere ishq me mujhe,Banjara rehne de...Tujhko pa lunga to ruk jayega,meri mohabbat ka safar...Mujhse door meraKinara rehne de....
YOUTUBE_LINK
सब्र का बाँध जब टूट तो जाता है कभी,हम अपने ग़मों के सैलाब का मज़ा लेते हैं।सबको नसीब ने बांटा है कुछ न कुछ,उन्हें फूल मुबारक हम कांटों से काम चला लेते हैं।।
YOUTUBE_LINK
Kabhi to kuch kaha hota,Ki mujhe gurur ho jata..Tu bhi khush hai mere liye,Mere dil ka mehman ho kar...
YOUTUBE_LINK
Dil me jo aaye kah diya kijiye Rasme ulfat ada kiya kijiye... Kya kar rahe hai.. kahan hain kaise hain.. Itna to humko bata diya kijiye.. ...